सूची
Sunny Deol Hero Kaise Bane ?
Hello Friends: Aj hum bat krenge ki “Sunny Deol Hero Kaise Bane?” Sunny Deol ka jnm 19 October 1956 ko Sahnewal, Punjab me hua. Ye ek jane mane actor Dharmendra ke bde bete hain. Inki mata ka nam Prakash Kaur hain. inke do sagi bahar aur ek saga bhai hai. aur inki sautaili mata Hema Malini hai jinki do betiyan hai. Isha Deol aur Ahana Deol.
Inki bachpan se khel me bhut ruchi rhi aur ye ek safal student bhi the lekin ghar se achche se support na mil paane ke karan inhone khel se doori bna li aur acting krne ka man bnaya. Acting ki bat sun ke inke pita ne inhe London ke ek theater school bhej diya. jahan inhone jam kar mehnat ki aur fir apna course complete kr ke bapas aa gye. inhone jnm se hi sharab aur cigarette se doori bna ke rkhi.
uske bad inhone ek videshi actor se prbhavit ho ke apne body pe kam kiya aur ek achcha physique bnaya. iske bad inki phli fim Betab aai jo inki ek safal film sabit hui. uske kuch samay bad inki kuch filme aai to lekin safal nhi hui. jiske chlte inhe kuch preshaniyan bhi hui lekin bad me inki kuch hit films aai jiske bad ye fir se chamak gye.
ye ek romantic aur action hero sabit huye. inki film Ghayal jo ki inke ghar ke hi production ki thi wo aai jo kaphi achchi chli aur uske liye inhe award bhi mile. ye ek achche hero sabit huye. uske bad inki kai saari filme aai aur inhone apna achcha sikka jmaya aur wo apko bhi pta hai. dhnywad.
Sunny Deol ki Caste kya hai ?
SunnyDeol ek Punjabi family se belong krte hain. Inki caste Jatt, religion Sikhism aur nationality Indian hai.
.
.